Hamare Madrase me :
Shouba-ye-hibz
Shouba-ye-Khiraab
2 saal Mubalikha ka course aur Quran e Majid tajweed ke saath Nazra Kiya Jata hai Mahar ilmaat ke Zariye Khawateen ko deeni talim our zarwari masa-eel se wakhib karaya jata hai.
Time Table : 6 AM – 8 AM , 10 AM – 1 PM , 4 PM – 6 PM , 8 PM - 10 PM
Shouba-e- diniyaat wa nazara: Iss shouba me mala ken au nahallon ko ibatadayi arabi khaeed our diniyat ki taalim na har astazi ke zariye di jati hai
Shouba-e-Masaeed: Iss shouba me wo talib wa talibaat ke liye deeni talim ka intezaam hai Jo angrezi Mandam Madrese me talim hasil kar rahe hai isme umr ki koi khaid nahi hai. Talibaat ke liye alahadi intezam kiya gaya hai. Hamare Madrasa me Har saal Dargah Ke Khadim Our committee Membraan ki nigrani Me ek azimush shaan programme gyarvin Sharibb. aur urse hazrat bhakhtyare kaki munakhid
hota hai jisme mukhtalib khankhaoon ke Sajjadgaan ulma ikraan kasseer tadaad me shlik hote hai.